Tu Abbyad nahi aata bus kabhi kabhi mahsus hota Hai
Tu Meri kahani ka wo panaa tha jisse maine bar bar padha or apni Puri kitab samajh Li
Ab na tujhse Koi shikayat Hai Na Koi tujhse Koi sawal
Bus ab kuchh Pal Hai Jo kabhi kabhi Laut aate Hai kabhi raat kabhi to kabhi bad aankhon Ke bich
Agar kismat mein fir se mila Diya to Main apni Aankhen jhuka lungi aur kahungi ki jana ab kabhi bhi Laut na
