Ficool

Chapter 31 - 31)muskurao

đŸ’ŒáŽ·uskurao, agar aaj kahin se haar gaye ho

Ꮚisi ko uss jeet ki tumse zyada zaroorat thi shayad

đŸ’ŒáŽ·uskurao, agar kuch kho gaya hai

ᒍiske naseeb ka tha usko mil gaya hai shayad

đŸ’ŒáŽ·uskurao, agar dil toot gaya hai

Ꮚisi ka jodne ke liye kisi ka todna padta hoga shayad

áŽȘur reh jaaye agar dil mein fir bhi dard kahin toh muskurao

áŽȘur hai agar dil mein khushi zyada toh same process dohraao

đŸ’ŒáŽ·uskurao, jab baar-baar yeh socte ho

Ꮚi issey achcha yeh ho jaata, issey achcha woh ho jaata

ÆŹab yeh sochkar muskurao ki issey bura ho jaata toh kya ho jaata

đŸ’ŒáŽ·uskurao, jab pooche koi ki zindagi jeene ka hai kya saleeqa

Ꮇuskurao yeh kehkar ki humne zindagi se muskurana hi seekha

🙂🙂🙂🙂🙂🙂🙂🙂🙂🙂😊🙂🙂🙂🙂🙂🙂🙂🙂🙂🙂😊

More Chapters