Ficool

Chapter 36 - 36) khud ke siwa

jab kohi chala jaye to phir bikharna mat

Uski yaadon ki galiyon se guzarna mat

Mil jaye nazar agar kisi mod pe

Usko dekh ke piche palatna mat

Apni aankho ko phir bhigana mat

Aur khud ke siwa

Kabhi kisi ko itna chahna mat

🙂🙂🙂

More Chapters