Ficool

एक अंधेर नगरी

Nancy_Rajak
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
125
Views
Synopsis
सोचिये आप एक अंधेर नगरी में फंस जाये है जहां हर कदम पर सिर्फ़ चीखती हुई हवाजे जो जोर जोर से आपको पुकार रही है , आपके पास सिर्फ एक स्कूल बैग है , हर कदम पर सिर्फ़ खाफ ही खाफ , क्या करेंगे आप ऐसे नगर में क्या आप बच पाएंगे । जानने के लिए की आगे क्या होता है स्टोरी को दिलचस्पी से पड़े मुझे आशा है कि आपको कहानी अच्छी लगेगी ।
VIEW MORE

Chapter 1 - Ek Andher Nagri

Hello my dears to Mera nam hai Nancy rajak nam to suna hi hoga agar nhi suna to kya hi keh ske hai nhi suna hoga pehli hi to scrip likh rhi hu is par 😁

Lekin lekin khaniyo ka shok bachpan se hai dosto chliye apni horror khani ki shuruaat karte hai...

Ye khani hai china ke ke sher Busan ki jha Ek ladka Honsu jo apni Ma or mechanic pita ke sath rehta hai jo ki university of excellence mai B.com ka student hai or ghar mai eklota beta hota hai pdai mai uska jada man nhi hota bus usse to bus duniya bhar ki ser karne ki chah hai par middle-class family hone ki bjah se sirf sher mai hi gli gli ghumta rehta hai jab bhi usse time milta hai tab , mata pita Honsu ki is ghumne firne ki adat se bhut preshan hai or chahte hai ki vah ek nokri ko tlash kre honshu ki ma jo ghar mai hi packaging ka kam karti hai vah roj Honshu ko bolti hai " beta ab to kux kar le graduation hone ko aai hai hm tujhe or age nhi pda skte or jis hisab se tere number aate hai us hisab se to tujhe scholarship bhi Milne se rhi " Halaki apne hero ko kha pdi hai ghumne firne mai hi mast reh🙂‍↔️.

Ek din Honshu yese hi apne awara dosto ke sath college Bunk kar fir se ghumne ya fir uu kha jye awaragardi karne ke liye nikal jata hai ghumte ghumte kaffi dur aa jate hai ye 3 log dost bate kar rhe Honshu bhi masti mai tha sham ke 5 baj chuke they unki cycle par achanak udta hua ek kagaj ud kar unke chehre par chipak jata hai cycle uncontrol ho jati hai jese tese kar kar Honshu apne muh se us kagaj ko chehre se htata hai cycle rokta hai or us kagaj ko gusse me fadne hi vala hota hai ki uski nazar us par chape ek Job advertisement par jati hai jis par likha tha " China ki best team jo apko degi part-time Job vo bhi Shanghai mai or us par month sallary amount 1L per month, work-post man job , Free-home , Free-food , Honshu advertisement dekh kar sochne lgte hai kam to vese bhi chaiye tha ye kruga to fayde me rhuga shanghai jesi city me roj yesh ke or zindagi ke mje ke ghote lgauga or kya gjab sellery hai yarr 2 saal tak kmauga fir ghumne jauga or business kruga inhi peso see ma bhi khush or bda Aram ka kam haii yeh soch karr vah advertisement le kar Ghar jata hai .

Ma ko btata hai ki Ma kebal post Man ki job hai vo bhi china ke jane mane sher Shanghai mai sallary bhi achi khasi hai par ma ko pta nhi kyu Honshu ka jana shi nhi lg rha tha lekin bete ko sikhane or age badne ke liye man jati hai papa bhi man jate hai Honshu jo kam se jada ab Shanghai sher ghumne ke liye betab thaa . Agli subha train 🚆 man mai khab dekhte hai aage kya bakai mai vesa hoga jesa Honshu ne socha tha next part agee dekhiyega 👉🏻