Ficool

Chapter 1 - it's not hard time

Nahi ye sabse hard time nahi ha abi bhi chidya ki choch me tinka dava hua ha . Or bo udne ki tayari me ha abi bhi jharti hui patti thaamne ko baitha ha ek hath ek abi bhi bhid ha station par abi bhi ek train jaati ha apni manjil tak . Jaha koi koi na koi kisi ns kisi ka wait kar raha hoga or soch raha hoga ki jaldi aa jaao suraj dubne ka time ho gaya ha or sabse important part jo budi naani suna rahi ha bacho ko kahani

More Chapters