Ficool

meri life ki galti

Huda_Begum_Huda
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
186
Views
Synopsis
mein ne apni galti sudhari par pehle jaisi mohabbat nai ho payi
VIEW MORE

Chapter 1 - meri life ki jurney

Meri abhi toh zyda umar nahi hai lakin iss choti si umar me b bohot kuch samaj liya hai mene jaisa ki mere galtiyo ke baad sab log ab mujhse dur rehte hai ab pehle ki tarha koi baat hi nahi karta hai pehle toh thori si muskurahat b achi lagti thi ab wo b naseeb nai hora ha hai kyu ki zindagi me 2 tarha ki galtiya rehti hai jo ek ham se bhul me hojati hai or ek jaan puch ke jo ham mlm rakh ke b karte hai wo galti mene b ek galti ki thi apne life me jo mujhe ek insaan bohot Dil se pasand karta tha 3 saal mujhe mohabbat karaa woh insaan mein pagal thi jo us time nahi samaj payi mene haa mein b pyaar karti hu ye b boldiya tha lakin fir mujhe dusree ladhke ka MSG aaya mene dekha baat b ki usse fir akhri me first wale bache ku mlm hogaya fir uske baad mene samjhaya usse ki maaf kardo mujhe my galti thi abse aisa nai hoga bolker lakin uss time wo ladhka andhar se tuth gaya tha kyu ki wo mujhe apni jaan bola karta tha or wo ek kahawat hai na ki jab bharosa ek bar tuth jata hai toh dusri bar bohot mushkil hai bharosa banana mujhe bohot pachtawa huaa apni galti ka lakin mujhe mlm tha pehle se hi ki agar usse pata b chala toh uska dil tuth jayega fir b mein baat kari dusre bache se lakin mene shuru me bola tha na ki 2 tarah ki galtiya rehti hai usme se ek galti ku maaf nahi karsakte karna chahe toh b bharosa nahi rehta pehle ki tarah toh meri in sab baaton ka matlab ek hi hai bas ap apni zindagi me aisi galti math karo agar apku pata hai ki apni iss baat se samne wale insaan ka dil tuth sakta hai toh wo baat apne dil me hi rakho usko naraz na karo please 🥺