Ficool

Chapter 1 - Chamatkar.

Kumkum paida karna ya nariyal mein se chunri nikaalne ki baat nahin hai ya nahin Kisi Jadu tone ki baat Hai. Chamatkar Aaj bhi hote Hain. Kai log kahate Hain ki Chamatkar jaisa kuchh Nahin hota lekin Meri dharna kuchh aur hi hai, Chamatkar hote hi hai Chamatkar jaisa kuchh bhi Nahin hota Aisa kahane walon ka aashay logon Ko andhshradha Se dur rakhtna hota hai aur hona bhi chahie, main is baat se sahmat hun. Lekin Main jis Chamatkar ki baat Karti Hun vah hatheli mein Se Hakikat mein to Chamatkar arthat yakin Na Aaye aisi ghatna, Chamatkar arthat parantu samajh mein Na Aaye aisi ghatna Chamatkar arthat kabhi socha Na Ho Aisa kuchh hona Chamatkar arthat Jo adrishya tha vah pal Bhar mein drishya man hona . Chamatkar arthat avashyak Janak ghatna aur aise Chamatkar Maine anginat logon ki jindagi mein hote dekhe Hain aapne bhi aise Chamatkar dekhe honge . Salon se bimar Ho Koi bhi dawai kam Na kar rahi hai aur Achanak se unki bimari dur Ho jaaye aise logon Ko aapane dekha hoga. Aise samay per Ham kahate Hain are yah to Chamatkar Ho Gaya salon se arthik Sankat mein ho Sangharsh karte ho aur Achanak se acchi Aaye hone lagi ho , aise paise aane lage ho aise log bhi aapane dekhe honge aise waqt per Ham kahate Hain unki jindagi mein to Chamatkar Ho Gaya. Kai log atrangi aur bhayankar gusse wale ho aur Achanak bilkul sudhar jaate Hain, samajhdar Ban jaate Hain tab Ham kahate Hain Kya baat Hai ? Yah to Chamatkar Ho Gaya. Hamesha Badi mushkil se pass hone wala Chhatra agar gambhirta se padhne Lage aur acche ank prapt Karen aise pass Ho to Ham kahate Hain vah beta tumne to Chamatkar kar dikhaya Kisi ko bar bar asafalta milane ke bad Achanak Se Badi safalta mil jaaye to Ham kahate Hain ki are vah Chamatkar Ho Gaya itni Badi safalta! Main aise Chamatkar ki baat Karti hun . Jab Insan ki mansikta mein jhat se badlav aata hai tab aise Chamatkar hote Hain jab Insan Apne bhitar ki sambhavnaon ko jagrit Karta Hai tab aise Chamatkar hote Hain aise Chamatkar aapki jindagi mein bhi ho sakte hain agar Apne bhitar ki Anant sambhavnaon ko pahchanne aur jagne ke liye taiyar ho to. Aapko bhi yahi karna hai. Apne bhitar ki Anant sambhavnaon ko pahchan kar use jagrit karna hai Manav jivan mein sabse mahatvpurn do karya hi hai. Is Chamatkar ki kahani Ko padhne ke liye main aapka dhanyvad Karti hun AVN shubhkamnaon ke sath khushhali ki is duniya mein aapka Hardik abhivadan Karti hoon Koi bhi Insan safalta ke uddeshy ke sath mehnat Karta Hai vah Sukh prapt karna chahta hai Shanti Pana chahta Hai Lekin fir bhi har Insan sukhi Nahin Ho pata kyunki vah machine ki tarah mehnat to karta hai lekin Apne bhitar ki Shakti ka upyog nahin karta hai yah kaun si Shakti Hai yah hai man ki Shakti Mana jata hai ki manushya Apne Man ki shaktiyon ka Keval 10% hi upyog karta hai hamen uska mahatam upyog karna chahie hamari safalta asafalta Sukh dukh Khushi udaasi Pragati adhogati Prem nafrat aur bimari tandurusti ka Mul Karan hamare Man ki gahraiyon mein hota Hai jinhone is gahrai ko jaankar vahan pahuncha kar Man ki shaktiyon ka bharpur upyog Kiya Hai vah hamesha sukhi aur safalta hue hain . Is kahani se mera yah uddeshy tha ki Chamatkar hote bhi hain aur Nahin bhi hote 👍🏻. Ham manushya himshila Jaise Hain himshila ka pani ke bahar dikh raha hisab Chhota hota hai lekin usse 10 Guna bada hissa pani ke andar hota Hai chahe lakh koshish kar lo per uske bahari hisse Ko Nahin hila sakte lekin agar andar Se hisse ko Jara Sa bhi khilaya jaaye to Bahar ka hissa turant hilta Hai Bahar dekhne wala hissa hamara bartaav Hai hamare parinaam hai Pani ke andar ka aur bada hissa hamari Mano sthiti hai . Insan Apne bartaav karya paddti Apne rojgar ke Kshetra ke parinamon aur apne vyaktitva mein badlav laane ki koshish karta hai lekin sthit parinaam Nahin milte kyunki andar ka hissa jaisa tha vaisa hi hai bilkul Ansh hua Hem Shila ki tarah agar andar Se hisse ko hilaya jaaye arthat mansik duniya mein badlav laya jaaye to Bahar ke parinamon mein Parivartan a jaega Sanjog aur paristhiti badalne lagegi aap apni manchahiye jindagi ji sakte hain mansik duniya mein badlav Lana saral Hai per uske liye Jigar mein badlav laane ki Aag aur swayam shilata honi chahie aap apni vartman paristhitiyon per ek najar daliye kya vah Jaisi honi chahie vaisi Hi Hai thodi Mano manthan kijiye aapko kya chahie kya pahunchana hai kya banana hai Vaidik Yug Se lekar aaj ka vaigyanik yog aapka margdarshan karne ke liye Hi viksit hua Hai Lekin aapko pata hona chahie ki aapko pahunchana kahan hai man ke shaktiyon ke bare mein jab kuchh bhi Nahin jaanta thi tab Meri zindagi ek Hi tarah Se chal rahi thi Mera bhavishya bilkul spasht tha per jab Maine Jana ki Mere Man ki shaktiyan to Apar aur Aseem hai aur Main uska upyog kar sakti hun tab Se Mere jivan ki ek Nai shuruaat Hui Hai un Dinon aur aaj ke din mein jameen Aasman ka antar hai. Hamara man master key Hai Bhagwan Buddh ne kaha ki hamari jindagi hamare Man ka sarjan hai duniya ka sabse bada Satya Kitna Chhota Hai Manoranjan mein bhi man hi Kendra sthan per hai aur uchhtam aadhyatmik uplabdh ke liye bhi man Kendra sthan per hai bhog ka sadhan bhi man hai aur yog ka sadhan bhi man hai man hi hamen bandhta hai aur man hi hamen mukt karta hai man manushya ko maarta bhi hai aur paar bhi lagata Hai . Humne Kai bar suna hai ki Man indriyon ka gulam hai aur yah bhi suna hai ki hamari atma ka aavran bhi man Hai hamare Man ka vistar kitna bada hai aapke aur mere astitva ka sarjan hi man ke इर्द-गिर्द hua Hai Shayad isliye Ham manushya kahlate Hain . Ek vaigyanik drishtikon se dekhe to man ek tarah ki urja hai energy hai aap jaan te hai ki nashwant Hai uska kabhi Nash Nahin ho sakta theek usi tarah Man ka bhi Nash Nahin ho sakta Keval uska rupak badlav Hai urja ka swabhav nirantar badalte rahana hai aur isliye man hamesha gatishil rahata Hai 1 second mein man Kahan Se Kahan pahunch jata hai man parachute jaisa Hai Jo khule to Hi Kam aata Hai hamare vichar aur bhavnayen Jahan paida hokar viksit Hoti Hai vah hamara man hai man hamare vicharon aur bhavnaon ka broadcasting center hai one electrician Jaisi urja Hai electricity dikhti Nahin per uska upyog ho sakta hai hamen bhi yahi karna hai Man ka upyog Karna Hai kyunki man master key hai man naam ki master key lagane per band pade kitne hi tale fatafat khulne lagenge Man ki Shanti Aseem Hai Koi kahta Hai man ek hi hai to Koi kahta Hai ki man anek Hai Sach kya hai aakhir mein log chahte jo bhi Mane per man Keval ek hi hai han Man ki avasthaen vibhinn ho sakti hai urja jagrit avastha Ardh jagrit avastha nirdavastha ATI Manch avastha ityadi man apni vibhinn avasthaon mein अलग-अलग karya Karta Hai अलग-अलग tarah Se Jagat ko jaanta hai jaise ki abhi aap padh rahe hain tab aap jagrit hain yah Jagat aapko jagrit avastha mein jaisa lagta hai vaisa Arth jagrit avastha mein hi nahin Lagta.

More Chapters