Mari story ek ladkya per h. uska name amit h. Wo jab chota tha tabhi uska papa ki dheth ho ja thi h. Jiska waja sa usna apan sapno ko chor Diya or kam talash ma nikal gaya or jaga-jaga apni job ka liya ghumtha raha or phr ek din uske job mil bhi jati h tabhi uska Ghar se call aata h. Ab uska sath kya hoga ya jana ka liya kal tak ka intezar karya
