Ficool

Chapter 2 - pyaar ki kahani

Ye kahani ek aise ladki ki hai jo middle class family se belong krti hai.ladki ko apne padhai krne ke liye goen se bahar ja kr padai Krna tha, jise uske aage ki padhai complete ho jaye,wo apne family ko chhod ke apne best friend ke pass jati hai. Wahan college me admission le kr padai krne lagti hai. Ladki ka naam anaya tha or uski friend ka naam purvi tha. Jiska do bhai tha bade bhai ka name Arjun tha chhode bhai ka naam Aaditya tha.Aaditya ko anaya ke dusre ko pasand khaas pasnd nhi krte the dheere dheere un dono ki Dosti ho gayi Aaditya Anaya ko pasand krne lga tha, lekin Anaya ko pta nhi tha.anaya ke mummy,papa nhi the anaya uncle ke Ghar me rahti thi,anaya ki Dost Purvi chahti thi ki anaya or Aditya ka shaadi ho jaye, anaya ko bhi Aditya se pyaar ho gya tha lekin wo dono ek dusre ko nhi batayen the kuchh Dino baad Aditya anaya ko purpose krne wala hota hai, Aditya anaya ke liye surprise ki tayari kr rha hota hai.anaya kuchh kam se bahar gai hoti h

More Chapters