Ficool

Chapter 1 - Mera bachpan

Mera bachpan khushiyon se bhara tha ,mai apne bachpan mei apne doston ke saath khelta tha ,unke saath ghumne bhi jaata tha ,mai gaon mei rahta tha, mere bachpan mei teen dost the ,wo mere sabse acche dost the , ham ek saath khela karte the lekin waqt bahut jaldi guzar gaya aur ham bade ho gaye ,sab apni apni life mei busy ho gai hai ,mai aaj bhi un dino ko yaad karta hun , bachpan mei na koi tension na koi kaam lekin bade hote hi sir per zimmedari ajati hai , ham apne bachpan mei khul kr jite the , mujhe apna bachpan bahut yaad aata hai , aur apne doston ko bhi yaad krta rahta hun , ki wo din bhi kya din the . Thankyou

More Chapters