Ficool

Chapter 14 - Chapter 13: Saazish ka jaal

Vikram akela nahi tha, uske peeche hospital ka wahi purana Trustee, Mr. Saxena tha. Saxena ka beta hi wo asli doctor tha jiski galti se Golu ki jaan gayi thi, par ilzaam Neha par dala gaya tha. Agle din Neha ko ek lifafa mila jisme uske clinic ko band karne ki dhamki thi. Vikram ne phone karke kaha, "Agar tumne shehar nahi chhoda, toh tumhari ye izzat aur tumhara ye naya rishta, sab mitti mein mila doonga." Neha ko samajh aa gaya ki ab bhagne ka waqt khatam ho chuka hai, ab use is chakravyuh ko todna hi hoga.

More Chapters