Ficool

change your life....

Arti_Verma_8767
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
55
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - gusse ki dawa

Ek street thi use baat baat par gussa aata tha .uski is aadat se pura pariwar paresan tha.uski is aadat se ghar m kalesh ka mahol bna rheta tha.ek din us mahila ke darwaje ek sadhu aaya.mahila ne sadhu ko apni samsya btai.usne kaha Maharaj..mujhe bahut jaldi gussa. Aa jata h.me chah kar bhi apne gusse pr nirantaran nhi rakh pati.koi upay btaiye..sadhu ne apne jhole se ek dawa ki sisi nikalkar use di or btaya jab bhi gussa aaye.isme se 4 bund dawa apni jeebh pr daal.lena 10 minit tak dawa ko muh m hi rakhna h.10 minit tak muh nhi kholna hai.nhi to dawa asar nhi kregi.mahila ne sadhu ke btaye Anusar dawa ka prog kiya.7 din m hi uski gussa krne ki aadat chhut gyi...7 din baad baah sadhu fir aaya to mahila uske pero m gir gyi.usne kaha maharaj.apki dawa se mera kirodh gayab ho gya.ab mujhe gussa nhi aata or mere paiwar m santi ka mahol h.tab sadhu maharaj ne ushe btaya ki wah koi dawa nhi thi.us sisi m sirf pani bhara tha.gusse ka ilaaj khali chup rahe kr hi kiya ja skta h.kyuki gusse m insaan ulta sidha hi bola h.jisse bibaad badta h. Isliye krodh ka ilaaj kebal mon rhena hi hota hai....

Dhanywad..👍