Ficool

UNTitled,Ujala_Vishwakarma1775649321

Ujala_Vishwakarma
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
42
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - pyar me dokha

Ek ladka or ek ladki the un dono me bahut pyar tha lekin us ladki ke ghar wale nhi mante hai us pyar ko fir us ladki ne aapme lover se boli ki meri sadhi mere ghar wale kahi or kara rahe hai to oo ladka kahta hai aap khush ho oo bolti hai nhi fir oo ladki chali jati hai or ladka bahut rota hai ghar par ladki bhi bahut roti hai uske baad us ladki ke ghar wale kahi or Sadhi karte hai kuch saal baad wahi ladki aati hai aapne lover se milne uske ghar to uska bahut bura haal rahta hai or oo ladka se milne ki uske pass sakti nhi rahti hai fir bhi oo milti hai us ladke se kuch time sath rahte hai lekin ladka fir bhi bs rota hai ladki bahut samjhati hai lekin oo nhi samajhta hai fir ladki aapne ghar chali jati hai or oo sochti hai ye kaise thik hoga fir wahi se oo apne lover se thodi thodi baat Karna suru karti hai kuch din bitta hai or ladka me thoda sudar aata hai fir oo ek achhe dost ban ke rahte hai lekin ek din us ladki ke pati ko pata ch jata hai or oh kahta hai ye ky hai uska pati uski mobile chod leta hai fir ladki bahut koshish karti hai baat karne ki ladka bhi bahut karta hai koshish or dono ki baat nhi ho pati hai fir dono ka halat kharab ho jata hai aakhir kar ye dono Mrne ki than li kuch samay bitte or dono ke dono Mr jate hai yehi hai ghar walo ki galti aagar Maan gye hote to oo dono aaj Zinda hote oo bhi aapne life me badte ye sabke Ghar ki haal hai bahut bachhe aaj kal ke isi wajah se Mr jate hai lekin koi bhi kam samajh ke kijiye kyuki bar bar jiwan nhi milta hai ek baar milta hai is liye jo karo soch samajh kar karo