Jhooth bhi bolna padta hai,
Sach bhi chhupana padta hai,
Zindagi jeene ke liye
Har rasta apnana padta hai..
Shareef logo Ko jeene,
kahan dete Hai log,
kabhi kabhi Bura bhi,
Ban Jana padta hai..
Yeh zindagi Hai,
Yahan Dard chhupa Kar bhi
Muskurana padta hain☺️...
