Ficool

Chapter 1 - Unnamed

Zindagi mere Naam

Mai avy class 11th mai hu . mujhe padhai kar pashand hai par mare pass paise nahi hai ke mai aage padha pau .mainai socha ke kuchh kam kar ke paise mil jayega but mujhe kam ki tlas kar tai kar tai 2 din ho gya .tab mujhe khana bana nai ka kam mila kiyu ki mujhe khana aachhi sai banai nai aata tha maa nai mujhe shikhaya hai . But salary kam hone ke Karan padhaai ki fees jama nahi Ho Pa rahe the phir mai nai aapna coaching khol diya jise10 se 20 bacha ko padanai laga jish se mare padhai ho saki esi tarahi mai 12th mai aaya likin 12th mai addmission karwan tha or mare papa jo a simple farmar hai month kai 1000 selari ho to hai or Mai v padhai or kam se 5000 jama kar liya tha . FIR main 12th mein admission karvaya

Is tarah Maine apni 12th ki padhaai puri ki hamari result bhi achcha aaya lekin ab mujhe paise ki bahut jarurat hone lagi aise Ghar ki jarurati hai meri basanta kapde pahnana bahar ja kar ghumna yah sari chiz mari man mai aani laga ek samay Aisa aaya Jo Meri jindagi Badal Di ..

Jab mai college jara the to rasti mujhe a pen mela jo gold ka tha

More Chapters