Ficool

Chapter 1 - Meri kahani

Mere name puja hai m avi Jamshedpur m rehti hue aj m apko mere life m kya kya ho raha hai sab ke bar m batani chahte hu kyu ki mere life m kuch acha nhi hai bouth muskil hai. Iske ke bare m ap ko batana chahti hu ki kya kya ho raha haiere life m mera lifestyle kya hai sab kuch kaise m rehti hu kabhi kabhi kabhi na karta hai suside kar lu lakin nhi kar pati hu dar v hai ki mere bad sab kaise rahenge m apni life se khush nhi hu tut gye hu.

Kya ho raha hai mere sath kyu ho raha hai itni tension chal raha hai dimag m kya sahi kya galat samjh nhi aa raha hai kya kare kya nhi ye ap m man ka baat sab likh kar Dil halka kar rahe hu bs mere Ghar m to jyda phone use karne se v galat bolte hai kya kya karte hai kisi se baat karte hai etc.

Kya sahi m ladki hona itna complicated hai kya mera to hai bhi mere sath bouth kuch hua hai sab ko dekhne se lagta hai Kash mera v life unke jisa ho per ye to mumkin hai nhi na kya kare jaisa life hai usme hi jina padta hai....

Life complicated hai ki hum complicated hai samjh nhi aa raha hai.ki hum hi galat hai

More Chapters