Ficool

Chapter 1 - only focus our life

Mai uttar pradesh ke amethi jile ka rahne wala hu mai garib pariwar se hu meri umar abhi 18 saal hi hai lakin itne salo me apne jivan me maine bahut kutch sikha hai jaise ki jindagi me dikhawa nahi karna chahiye sabhi ko simple jindagi jina chahiye kabhi kisi ka Dil nahi dukhana chahiye garib ho ya amir sabhi loag bhojan se hi jivit rahte hai aur dikhawe ki jindagi nahi jina chahiye bhagwan ne jitna diya hai utne me hi khush rahna chahiye kyonki sabhi ka jivan ek hi saman hai jaise ki jine ke liye roti khana awashyak hai vahi hamara lakshay hai 2 time ki roti mil jaaye utna kaafi hai dikhawe ki jindagi na jiye

More Chapters