Ficool

Chapter 2 - Akbar Birbal ki kahani,: Jo hota Hai acche ke liye hota Hai

Ek bar ki baat hai Akbar aur Birbal jungle mein shikar karne ja rahe the

Raste mein Akbar Ne tarwar

nikaalne ki koshish ki Lekin Achanak unki angutha cut Gaya

Vah chillane Lage bole sainikon Dekho Mera hath cut Gaya jaldi jao aur vad ko bulakar lekar aao Dekho Mera angutha cut Gaya Main ab apane Ho Gaya

Tabhi Birbal hansti Hui Aaye,

Aur bole Maharaj Jo hota Hai acche ke liye hota Hai

Isase Akbar bahut gussa ho gaye unhone kaha sainikon Ved ko chhodo aur is Birbal ko le jao Raat Bhar ulte latka ke kode Maro subah hote hi fansi per latka dena

Aur Akbar jungle mein akele chale Gaye aage jaate hi unhen kuchh aadivasi pakad liye aur apne Devi devtaon ko Khush karne ke liye Badi chadhane ki taiyari karne lage unhen ulta latka diye tabhi ek aadivasi Ne unke kate hue hath per dekha aur kaha ki Ham is Insan ka Bali nahin de sakte kyunki iska hath kata hua hai aur yah Asubha Mana jata hai

Akbar turant maar ki or dore vahan pahunchkar unhone dekha ki birwar ko fansi di jaane wali Hai Akbar Ne turant rok Diya aur Birbal ke pass jakar unke pair pad liye

Akbar bole

Birbal mujhe maaf kar do Maine tumhare sath bahut galat Kiya

Birbal ne puchha Maharaj kya hua?

Akbar Ne Puri kahani sunai FIR bole

Ab samajh mein aaya ki aapka Sahi tha lekin bar bar kahate Ho Jo hota Hai acche ke liye hota hai isame aapaka kya fayda hai

Birbal Muskurae aur bole

Maharaj agar aap mujhe apne sath Jungle Le jaate to mujh adivasi Bali Chadha dete!

Yah sunkar Akbar chauk gaye aur Birbal ki budhimani ki prashansa karne lage

Seekh

Jo hota Hai wah hamesha Kisi Na Kisi achhe Ke liye hota Hai!

More Chapters