Putku ki story real hain jo meri life ki hain toh story start hoti hain ak middile class family ka ak bachha jiska naam putku hota hain jiska janam dec ka month main hota hain ji time uska Janam hota hain toh hindu pandit khata hain ki iska janam nakshatras sahi nhi hain iska nakshatras sahi karna hoga nhi toh ya mar bhi sakta hain kyuki Aisa uska bagal ka gaon main bhi pandji ji bola tha toh uska ghar wala nhi mann aur kuch din baad bachha ka death ho jata hain phir wahi pandji mera bhi kundali main bhi kuch Aisa bola toh Ghar walo na puchha toh bola ak bhut baad puja karna hoga jo pahle ka jamana main hota tha toh puja huii aur puja ka pura karcha putku ki nani ki kyuki uska papa uss time kuch nhi Karta tha aur unn ka pass paisa nhi tha isliye Nani sab karwa di puja khatam huaa puja khatam hona ka baad bachha ko kuch dana ka hota tha uska papa ko par papa ka pass dana ka liya kuch nhi tha phir nani apni gift usko dati hain phir putku ka papa putku ko wo gift da datha hain jo nani layi thi phir ya sab ka baad putku papa kuch kaam karna starta karta hain aur putku ko achhi life dana ka sochta hain aur phir wo kamna ka liya bhar chale jata hain bhar Jana ka kuch saal baad putku ka papa us jagah ak dukan kolhta hain phir wo dukan thik thik chalta hain toh uska papa putku aur uski mummy ko waha bula lata hain aur phir putku aur uski mummy waha pahunch jaati aur phir kuch din baad putku ka admission Ghar sa lagbhag 2 km ki duri main school rahta hain toh putku ka papa putku ko daily cycle main usko school chhodate aur late the daily wo aisa karta tha ak din putku ka papa ko school sa call. Aur putku ka papa ko school bhulaya gaya
