Ficool

Chapter 6 - A magicless boy part2 the beginning of magic!

Dev safar par jate hue neya neya Jadu sikhane Laga uska sabse shaktishali jado tha Pani ka Jadu safar mein use 3 dost mile wo 3 hi mage the wo 3 ka naam tha sofia, raj ,payal sofiya se dev pyar marta tha sofia bi dev se pyar kartithi ek din charone dragon se ladhai ki wo log jitt gaye unhe sab log dragon Slayer bylatethe age jake dev sabse shaktishali jadugar ban gaya uska Jadu ka rank sss pir ek din unhone apna unhone apna ek gild banaya jiska naam unhone silver gild rakhatha age chalke unka gild sabse shaktishali gild bangaya gild master dev bana or usne sofiya se shaadi karliya kuchh dino ke baad uska ek beta hua jiska naam dexter tha wo dev or sofiya ki tarha jadugar nehitha balki wo swords man tha sword chalane main uska rank a tha dexter Jadu main koyibi dilchaspee nehi tha use sirf sword chalana achhha lagtatha halaki wo Jadu main bhi achha tha wo sirf kam hi Jadu istemal Karta tha ek din wo ek academy main padhne gaya jahapar padhne ke alava Jadu ar sword chalana sikhate the us academy ka naam tha magic academy wahanse padhai khatam karne ke baad dexter ek mahir swords man ban gaya.

More Chapters