Chapter 1...
Reem ek company mein kam karti thi roj subah 10 se Sham 6 baje Tak
Ghar chali jati thi
Par us din usko thoda kam tha
Isliye usko thoda late ho gayi thi aur raat bhi bhut Ho Gaya tha road bhi almost khali tha
By the way ...woh phone mein dekhte dekhte chal rahi thi tabhi Achanak kisise takra gayi...
Woh gussa ho kar boli..dekh ke nahin chal sakte ho kya
Ladka kuchh nahi bola
Shrif usko dekh ke ek smile kar raha tha
Aur shannt awaaz mein kaha
Sorry, but galti sirf meri nahin hai...tum bhi dekh kar chal sakti thi...
Reem thoda awkward ho gayi...aur uske Mann mein ek question ane laga Kyun woh mujhe dekh kar smile kar raha tha...Kiya woh mujhe janta hai....kon hai woh...Reem thoda ghabra gayi ....
Fir Reem usko kuch nhi bola aur chalne lagi
But kuch step chalne ke baad usko Laga Koi uski pichan kar raha tha
Fir usne mudkar dekha tu vahi ladka abhi bhi uski piche khada tha
Reem uske pass gayi aur boli kiya tum mujhe follow kar rahe ho ..
Kiya tum mujhe jante ho....
Ladka dhire se bola nahin main sirf yah dekh raha tha ki tum safe ho ya nahin
Uski time Reem ki phone mein ek message aaya.....uss ladka se door raho..woh dengerous hai
Reem ke hath kaap ne Laga
Aur dekha to wo ladka uski aur karib aiya aur bola..
Tumhe patta hai wohh massage kisne bheja..?
