Ficool

UNTitled,Punnu_yadav1774369833

Punnu_yadav
7
chs / week
The average realized release rate over the past 30 days is 7 chs / week.
--
NOT RATINGS
94
Views
VIEW MORE

Chapter 1 - Sangharsh jaruri

Ek shakhs bagiche mein baitha tha Achanak ped se niche Bill se Nani Titli usse Bahar aane ki koshish kar rahi thi vah vyakt ghanton se dekhta Raha usse Raha nahin Gaya usne Titli ki madad ka faisla kar liya usne bill ko Kat Diya taki Titli aasani se bahar a sake Titli to Bahar a Gai Lekin abhksit Bina EK Pankh ke uska pichhla hissa bhi kuchh phool gaya tha ab vah kabhi ud nahin sakti Thi darasal us shakhs Ne yah nahin socha ki Sangharsh jivan ki prakriya ka anivaryata hai usne Titli ke Sangharsh Ko hi samapt kar diya aur Aisa karke usne uska jivan hamesha ke liye barbad kar diya darasal sangrah hamari takat Ko badhata Hai mahan krantikari jivan mein aapane Sangharsh nahin kiya to samjho ki kuchh bhi nahin Kiya aur agar aapane Sangharsh Kiya aur kuchh bhi hasil nahin hua tab bhi aapane ek bar jivan to ji liya jis tarah Bina chaini aur hathaudi ki chot Se pathar bhi Bhagwan nahin Banta usi tarah manushya ka jivan hi Sangharsh ki tapish ke Bina nikhaar per nhi pahunch sakta aur na hi Manoranjan safalta pa sakta hai angrej ke khilaf Sangharsh mein 22 sal Tak jail mein Rahane wale Samaj karykarta Denis gold varg kahate the ki har chij Ko Na karna aur use khatm karne ki koshish aapko Sangharsh Le jata hai yah koshish hamen Bachpan Se Hi karni chahie aur kabhi yah nahin sochana chahie ki abhi iska waqt nahin Hai