Ficool

Chapter 1 - story of a middle class backbencher

Maine apni jindagi mein Jo galtiyan kari hai uska result mujhe abhi tak ho raha hai Meri kahani Dhyan se suniye taki aap log bhi apni jindagi mein kabhi galtiyan NA Karen jab Main ninth class mein tha 13 se 14 sal ke bich tab Maine ek bahut badi galti Kari jiski Saja main aaj tak bhugat raha hun kabhi Main apni class ka topper hua Karta tha but halat ab yahan La chuke hain ki ab main sirf passing marks score karta hun pahle main bahut Sundar hua Karta tha abhi bhi hun ladkiyan mujhse baat karna chahti hai per main ladkiyon se baat nahin karna chahta hun jab 9th class mein mera test hua tha tab Maine use Krishna top kiya tha mujhe teacheron ke dwara gift diye gaye the but mujhe Kya pata samajhna tha Kya hone wala hai main over confident Ho ke padhai band kar diya har mai English me bhut achha tha maine kai jagaho pe translater ka kaam bhi kiya hai paiso ke karan

More Chapters