Ficool

Chapter 1 - meri zindagi ki kahni

main ek din Raat ko soya Tha to mujhe sapna aaya ki tere papa ghar mein a gaye hain aur mujhe कभी-कभी milte Hai matlab sapne Mein aur mujhe kehte hai ki bacha ro mat mein hu tere sath kuch nhi hone.duga thik hai mere papa ki death bi ho gayi hai to muje dar bhi lagta hai , gharme koi nhi tha kamane wala mene ek din mummy ko bola aur mere dadu ne bi bol beti kush toh karna padega tbhi kaam chalega ese nhi fir mummy ne bola ki me school me lag jati hu fir bha se achi audan aane lgi fir mummy ne school mein bi dal diya mujhe aur chachu bi help karte hai aur kbi masi bi help karte hai aur timepass ho jata hai. achcha khasa timepass ho jata hai to to papa bhi kam Karte Hain aur Kabhi dikkat Nahin aane Di bahan bhi Hai Bus hoti hai to bahan abhi

More Chapters