Hello me sruti hu ..... face book par massage aaya .(Day 1)
Shyam: hello,aap kaha se hai?
Sruti : Odisha se aap kaha se hai naam kya
hai?
Shyam: mera naam Shyam he me Rajasthan
se hu .aap ka naam kya hai?
Sruti: me Sruti Hu.
Shyam: me aap ka nick name rakh sakta hu
kya 🤔.
Sruti : haa jarur rakhiye.
Shyam: aap hindu hain kya ?
Sruti: haa Hindu hai.
Shyam: to me aap ka naam radhe rakhta hu 😊.
Sruti : ok .
Shyam: haa radhe aap k ghar me kan kan he?
Sruti; chalo ye to bese b itne dur se he fake ID de deti hu.
Sruti: mere ghar me mummy papa bhaiya or me rehete hai.aap k
Shyam: me bade bhai bhabi Mera bhatija meri badi dii mummy papa.
Sruti: vaa tab to mast lagta hoga na.
Shyam: chalo hm kal baat karte hai.
