Ficool

Meri Zindagi Ki Galtiya

Main ek chote se kasbe ki ek mashum si ladki hu . Maine bhi apni zindagi main bahut si galtiya ki hai par kuch galtiyo ki wajah se meri zindagi muskhil waqat se guzar rahi hai .Hamari zindagi main ham kuch esi galtiya karte hain jiski wajah se hame baad main pachtana padta hai . Main is waqt ek neet aspirant hu jo ek doctor banne ka sapna dekh rahi hu . Yeh sapna maine bachpan se dekha hai .Ab ese pura karne ki chahat hai par kuch galtiya ki hai jinki bharpai kar rahi hu.

More Chapters