Ficool

Chapter 1 - cheater family's

Ek gao mai ek sen parivar rehta tha us parivar mai 14 log rehte the 6 bhai

ek bhai ka naam monu.

dusre bhai ka naam sonu.

tisre bhai ka naam Rihan .

Chothe bhai ka naam bhura .

paanchve bhai ka naam raja.

chathe bhai ka naam rayyan.

or 4 behene rehti thi .

ek behen ka naam soni . Saadi ho chuki thi

Dusri behen ka naam seema. Saadi ho chuki thi

Tisri behen ka naam meesha. Saadi ho chuki thi

Chothi behen ka naam sanaya .

Or monu sonu ki patniya

monu ki Patni zara .

Sonu ki Patni ki Saina.

Or unke maa baap rehte hai es parivar mai sirf ek hi insan sbka khrcha utha ta tha ...

Tisre number ka bhai rihan uska kaam bht acha chlta tha uske gao mai vo apne bade bhai s leker chotte bhai tk ka khrcha vhi utha leta tha achanak uski maa n uska rista apni bhatiji k sath Jodne ka faisla kiya rihan ki maa apne mayke gai or apni bhatiji ka haath maanga lekin ldki valo n saaf mana kr diya

Par rihan ki maa drame krne lag gai ki mai jeher kha lugi train k aage mar jaugi mujhe mere bete ka rista hi to krna hai bht khus rkhugi ldki ka sirf ek hi bhai maan gya or sb ki

Marzi nahi thi riste mai pr ldki ka bhai sbse bada tha esliye sb maan gye ek din rihan ki saadi ho jati hai rihan ki Patni ka naam isha tha isha bahut masoom or achi ladki thi lekin usko ye nhi pata tha ki uski sagi phupo aisi niklegi jese usne waade kiye the vo bilkul vesi nahi thi isha ki saadi ko sirf 2 hi din hue the tabhi uske upr ghr ka sara kaam sonp dia

Pure parivar k kapde dhona khana banana ghr ki safai krna sb kuch usko sonp dia isha chok gai ki abhi to saadi ko sirf 2 hi din hue hai ye kya kr rahe hai mere sath uski kuch samjh nhi aaya vo bechari masoom thi par vo chupchap sab kaam krne lgi jese jese saadi ko 2 mahine ho gaye tabhi isha ki phupo uske sth ladai krne lgi har chiz mai rok tok krne lgi ye ni khana vo ni khana ye ni pehn na vo ni krna ye ni krna isha tab bhi chup rahi ki phupo hai ye bhi to maa hi hai

Aise hi silsila chlta raha jab rihan kaam s vps aata tha to isha or sbke liye kuch na kuch lata tha pakodi jelebi chaat etc. Par uski badi bhabhi monu ki patni bahut bekar thi vo Har chiz m dahkal deti thi isha ko kuch nahi dene deti thi ek din isha ki tabiyat achanak s khrb ho gai lekin usko doctor k pss nahi leke gaye agli subh usko ek Dai Amma k pss leke gaye tab pata chala ki isha maa ban n vali hai rihan or rihan k papa ko bahut khusi hui lekin or sbko nahi hui sb k chechre latak gaye aisa nhi tha ki monu or sonu ki patiniyo k bache the lekin fir bhi jaln hone lgi thi kaafi time guzr gaya isha ko aisi halat m bhi chain s nahi rehene dia vo din bhi aa gaya jab isha labor pain hona suru ho gaya tha tab bhi isha ko yahi bola ki dramabaaz hai bache to humne bhi paida kiye h itni jaldi kese bache hote hai isha ka pati rihan kaam pr bahar tha lekin rihan kaam s ghr aa gaya usne isha ko es halaat m dekha to vo bolne lag gaya lekin uski baat ek nhi suni rihan Dai Amma ko leke aaya Dai Amma aa gai or isha ko dekha isha ko check krne k baad Dai Amma boli ki agr thoda or late ho jata to isha mar jati tab bhi sbne ignore kia kuch der baad isha ka sasur bhi vaha aa jata h vo thoda acha tha fir isha ki phupo bhi vaha aa gai rihan s kehne lgi ki ldka hi hoga dekh lena sbne ladke ki zidd lagai hui thi ki ldka hoga lekin isha ko ldki hui

Or sbke muh khule reh gaye or isha ko manhus bolne lage pr isha or rihan ko bahut khusi hui rihan isha ko or bhi piyar krne laga

Or isha k yaha beti hone k baad rihan ka kaam or acha ho gaya lekin rihan ki bhabhiye bahut jalne lagi har time ladai krne lgi ki isha isha krne lage sab aise hi 3 saal bitt gaye isha dubara s maa bn n ja rahi thi tab bhi isha ki saas n ldke ki zidd rakhi ki ldka hona chaiye nahi to divorce hoga ab lekin rihan bahut acha tha isha k yaha dusri bhi beti hui lekin dusri beti ka hona jese isha ki zindagi ki kushiya khtm hone lagi aise hi din chlte rahe lekin rihan ki uski bhabiya bht bekar thi unhone n plain banaya ki ab isha or rihan ko barbad krna hai kisi bhi trh kuch dino baad isha ki bhabi monu ki Patni zara ek baba k pass jati hai or us baba ko bolti hai ki baba mera dever hum kisi s bhi baat nahi kr raha vo sirf apni Patni ka gulam ban gaya hai usko apni Patni k alava koi nzr nhi aata hai kuch aisa taveez dedo jis s vo apni Patni ka sth ladai krne lage baba n usko taveez de dia or taveez lene k baad vo ghr aa gai usne us taveez ko unke kamre m rkh dia or taveez ka asr bhi hone laga isha or rihan ladai krne lage har din aise hi unka rista kamjor ho gaya uski bhabhi fir baba k pss gai baba k pass jakar boli ki baba abki baar mere dever ka kaam khtm ho jaye or vo pagal ban jaye aisa kuch dedo baba n usko taveez de dia or rihan ki bhabhi n firse unke kamre mai taveez rakh dia kuch din baad rihan ka kaam khtm hone laga or rihan sharab pine laga jua khelne laga ghar s bahar rehne laga 10 din tk ghar nhi aata tha isha bechari bht presan rhene lgi tisri baar isha maa ban gai par tisri baar bhi isha k yaha ldki hui isha ki life or bhi bekar ho gai rihan nasho m dhutt rehne laga isha tension m rehne lgi ki sab kese mange hoga lekin ek din aisa aaya ki isha k papa kecheri mai sbko leke gaye lekin rihan k naam kuch nahi karaya na hi property or naa hi ghr usko bola ki tere naam agle saal krva dege or bhaiyo k naam sb kuch krva dia rihan k papa k kuch mahino baad death ho gai or isha ko bht tang krne lage sb isha k mayke valo ko andr tak nhi aane dete the isha s milne k liye roj ladai rehne lagi sbse badi aag isha ki saas or nand n lagai thi ki isha or rihan k naam kuch mat krna isha ko ldka na hone k thane dene lage ek din isha k jeth n unko ghr s bahar nikal dia isha or rihan apne dusre bhai k yaha gaye usne bhi saadi tak rkha fir unko dhkke deke bahar nikal diye kuch din isha or rihan bahar rahe ek din rihan ka dost aaya or usne bola ki tu hamare ghr chl mera room khali hai ek lekin isha ki saas n bola ki mat leke ja ye aurat bahut bekar hai lekin vo fir bhi le gaya rihan or isha k pass kuch nhi bacha tha kuch din bhukhe bhi rahe leki isha k mayke vale bahut ache the unhone sath dia kuch dino m rihan kaam krne laga lekin bahar rehne k Karan usko dusri ldkiyo k sth rehne m maza aane laga isha ko ye sb pata chla usne usko vo kaam krne s mana kr dia lekin vo nhi mana par isha n bht dua ki uski dua qubool hui usne vo kaam chor dia lekin sharab pina bhi chor dia sirf ja khelta tha kuch dino m isha k yaha ldka hua or rihan kaam bhi krne laga rihan n ghr bhi bana lia tha lekin fir kaam chor dia isha n apni ldkiyo ko padhaya lekin uske pass itne pese nahi the ki vo unhe aage padha ske fir bhi usne padhaya lekin isha k bhai n rihan ko apne pss nokri par rkh lia or uske andr thoda hi sudhar aaya fir isha ki saas ladai krne lgi or bolne lgi ye ghr mere naam krvao lekin abki baar isha n ye sb nhi hone dia kuch din baad isha ki saas bimar ho gai or usko sb ldko n nikal dia lekin fir isha n rkhi usko ki inhone jo kia kya pr h to maa hi isha ki saas pagal ho gai thi uski saas Pure 10 saal bimar rahi lekin isha n haar nhi maani ki m eski khijmat krugi

Lekin karma is back sbke sth bht bura hone laga lekin isha or rihan achi trh rehne lage happy. sumi_soul stories

More Chapters