Ficool

Chapter 1 - baat athnni ki

Rasila ke bacche swasth Ho Gaye usne Ramzan ka karja chuka Diya Keval aath aane baki rah Gaye Ramzan ne kabhi bhi paise na manga fir bhi rasila uske samne aankh na utha Paya ek din ki baat hai Babu Jagat Singh kisi ke kamre mein baat kar rahe the rasila ne Suna engineer Babu kah rahe hain bus paanch sau itni si rakam dekar aap mera apman kar rahe hain hujur maan gaye aap samjhe aapane Mera kaam muft Kiya hai rasila samajh gaya ki bhitar rishwat li ja rahi hai sochne Laga rupya kamane ka yah Kitna aasan Tarika hai main Sara din majduri karta hun tab mahine bhar bad das rupaye hath aate Hain vah bahar aaya aur Ramzan ko sari baat Suna Di Ramzan bola bus itni si baat hamare Sheikh Sahab to tho uske bhi Guru Hain Aaj bhi ek shikar fansa hai hajar se kam Tay Na hoga bhaiya gunah ka fal milega ya nahin yah to Bhagwan jaane per aisi hi kamai se kothiyon mein rahte hain aur ek ham Hain ki parishram karne per bhi hath mein kuchh nahin rahata rasila sochta Raha mere hath se saikdon rupaye nikal Gaye per Dharm na bigada ek aana ek aana bhi udata to kafi rakam jud jaati itne mein engineer Sahab ne use awaaz lagai rasila daudkar panch rupaye ki mithaai le aa rasila ne Sade chaar ki mithaai kharidi aur Ramzan Ko athnni lauta kar samjha ki karj utar Gaya Babu Jagat Singh ne mithaai dekhi to chauk uthe yah mithaai panch rupaye ki hai hujur panch ki hi hai rasila Ka rang ud Gaya Babu Jagat Singh samajh Gaye usne rasila se fir poochha rasila ne fir vahi dohraya unhone rasila ke munh per ek tamacha mara aur kaha chal mere sath Jahan se laya hai hujur jhooth kahun to rasila ne abhi apni baat Puri bhi Na ki thi ki engineer Babu chillayen abhi sach aur jhooth Ka pata chal jaega ab sari baat halvai Ke samne hi kahana .

More Chapters