Ficool

Chapter 1 - meri zindagi ki pehli galti

Main jab Chhota tha tab mere school mein ek bahut achcha jadugar aaya tha vah bahut badhiya badhiya Jadu dikha raha tha jadugar Jadu dikha kar jaane ke bad Maine stage mein ek chamkila chij dekha main is Desh mein chala Gaya aur dekhne laga ki vah chamkila chij kya hai Maine dekha vah chamkila chij ek pencil hai aur main vah pencil lekar Ghar a Gaya Ghar Aakar main TV dekh raha tha tabhi meri mummy mujhe homework karne ke liye bol rahi thi to main homework karne ke liye Apne table mein Gaya tabhi Maine apni pencil box mein se wohi chamkili pencil nikale aur usse homework karne Laga tabhi vah pencil hawa mein gol gol ghoom kar upar chala Gaya aur apne aap hi mera homework karne Laga homework Ho jaane ke Maine apni handwriting check Kari to ekadam sem tu sem nikala aur Maine use pencil ki madad se sare homework kar ke main TV dekhne ja raha tha tabhi Mummy ne mujhe poochha ki tumhara homework Ho Gaya to maine kaha ki mera Umar kho Gaya tabhi Mane meri notebook check karni chahie to Maine apni notebook nikal kar mummy ko de diya aur mummy ne check kiya to Sara homework kara hua nikala to Mummy shock Ho gayi aur main TV dekhne chala Gaya main aur main school mein bhi is jaadui pencil ki madad se sare question solve karne Laga ek din jab main aise hi Sara question solve karne Laga to hamari class ki ek ladki ne mujhe yah jaadui pencil se likhate hue dekh liya aur jab school khatm hua tab usne mujhe school ke bahar bola ki vah pencil jadugar uncle ka hai to main vah pencil lauta Dena chahie lekin maine bola main vah pencil nahin Laut aaunga aur main Ghar a Gaya aise hi main use jaadui pencil ki madad se apna homework aur apne school mein question solve karne Laga aise hi exam ka date a Gaya aur main exam ke ek Raat pahle jaldi so gaya lekin mere sone ke bad meri mummy I mere kamre mein tabhi unhone dekha ki main so raha hun aur cal Mera Pariksha tha to Mummy ne dekha ki mere box per pencil rubber hai ki nahin to meri mummy ne mera box khola to woh jaadui pencil unhone dekh liya aur kaha ki itni chhoti pencil se cal Pariksha lagega yah pencil mein fenk deta hun aur ek naya pencil yahan per rakh deta hun aur aise hi meri mummy ne vahan per ek Naya pencil rakh Diya aur main subah uthkar nashta karke vahi box lekar Pariksha dene chala Gaya aur jab main apne mujhe question paper diya to maine Bina question per hi box khola to dekha ki vah jaadui pencil gayab hai aur main vahan per Rone Laga mujhe rota hua dekhkar mam Aakar poochhi to Maine sari baat bata Diya aur mam ne meri Mummy aur principal ko yah sari baten Bata Diya Maine principal aur mummy aur mam se mafi mangi principal ne mujhe kaha ki yah exam Tum de sakte ho sare exam khatm hone ke bad to Abhi cut jao aur acche se padhakar aao to maine principal sar Ko thank you bolkar use jadugar uncle Ko Maine vah pencil lauta Diya to aisi galti aap log kabhi Apne jivan per mat karna

More Chapters