Ficool

MARI ziNDAGI KI KAHANI

Ma ake 18 years ki ladki hun. My name is lipsa sahu. Ma abhi graduation karti hun.ma Mari zindagi ki kuch story share karna chahata hun.mari zindagi ki kuch story hai jisko sunna ka bad parents ko motivated milagi.hum ake joined family ma rahata hai.mari family ma mara bada 2 bhai ,Mari 2 bahan,aur mara chota bhai,bada maa,bada papa ,Mari papa ,Mari mami and me.first ma Mari ake kahani bata ta hu jab ma choti thi.ma tab 9 years ki bachi thi.ma ake private school ma padhai karti thi .Mari bada bhai bahan kisivi private school ma padhai nahi karta thai.sabhi log Government school ma padhai karta thai.to ma Mari class ma sabsa choti hight ladki hua karti thi.mara class ka kuch bacha mujha chidata thai.mu uss bata acha nahi lagta tha.aur ma itni acha bhi nahi padhati thi ki ma unn log ku kahana mana Karu ki mu uss bata acha nahi lagta mujha mat bolo.mara kisi dost bhi nahi tha ki ma kisiko kucha bata Shara kar saku.ma akala class ma rahati thi na kisika ka satha bat karti hu na kisika ka milti hu.Mari school ma Jo vhi events hua karta Thai mara parents school ma jata thai mujha pata nahi kis lia nahi jata tha ma jab pucha karta tha mu jaha bolta hai ki time nahi hai.mara mami and papa acha hai ya bata Jo bacho ki dil khy chal raha hai aur bacha khya sochta hai unku samjha ma nahi ata tha.jab ma Mari dost ki parents ku dakhti thi mujha bahut runa ata tha.mujha lagta tha mara parents ka to time hai tabhi bi nahi jata .Aisa kon si problem hai jo mara school ma bhi nahi ja sakta.mara dil ki bata koi samjhata nahi hai.mara satha kucha din bada yasa kucha hua jo ma socha nahi tha.agla ake din ma bataungi.

More Chapters