Ficool

Chapter 1 - Bina maa ki beti

Mai life kuch aise h ki kaise mai batau.kabhi -kabhi lagta h ki mujhe ye jindagi kyu mili. Aisa kya kar diya jo meri maa mere se dur ho gayi aur kyu? Ye question mai bhagwan se puchha chahti hu agar vo mujhe milte to mai pichhti lekin vo mujhe milte nhi. Aisa bhi suna h bhagwan jo karte h bhale ke liye hi karte h . Mere re ko nhi pata ki meri kya bhalai hogi ab lekin tak to kuch mere sath acha hua nhi h. Pata nhi kyu aisa hua mere sath. Mujhe ab maa ki bahut jarurat h lekin nhi h vo mere pas .aisa kyu kyu hua bas upar wale ko hi pata hai.

More Chapters