Ficool

Chapter 1 - Meri Atam katha

Mera janam 1976 me hua tha jab Mera janam hua to mere ghar ki isthati bahut kharad thi aur Maine apne Bachpan me apne mata pita ji ke Kai sari jagah khumi lekin jab Mai 16 warsh ka hua to mere pita aur mata ji ki Death ho gayi aur Mera us warsh class 10 ka Baord ka exam tha usi samay mere jiwan ka antim mod aa gaya aur tab se meri jiwan hi Badal gayi

More Chapters