Ficool

Chapter 1 - asali Kahani Meri Zindagi ki 2

Namaskar mera naam Nikita main ab Aage ki aapko Kahani batati hun jab Ham Charon bahan ludo khel rahe the to Ham Charon bahan Jeet gaye the aur hamara bhai har Gaya tha to hamare Papa ne Ham Charon bahanon ko mare the kya yah sahi hai ki ladka Hara to ladki ko Maro aur ladka jita to sab theek hai kya ladkiyon ke sath aisa vyavhar karna sahi hai hamari mummy bhi humko kahati hai ki hamari 4 ladke Hote to batati per hamari ladkiyan hai hamari to Kismat foot gai mujhe Badi hokar Samaj sudhara ka banna hai ki ladkiyon ke sath aisa vyavhar nahin kiya jaaye Jo hamare Sath hota hai

More Chapters